Tu Naja Mere Badshah - Khuda Gawah | Amitabh Bachchan | Sridevi | Ek Wada Tod Ke Ek Vade Ke Liye
Bollywood Dentralin
0:00 / 0:00
Tu Naja Mere Badshah - Khuda Gawah | Amitabh Bachchan | Sridevi | Ek Wada Tod Ke Ek Vade Ke Liye
803 просмотра · 6 часов назад
Bollywood Dentralin
75,8 тыс. подписчиков
803 просмотра · 6 часов назад
Khuda Gawah - Tu Na Ja Mere Badshah - Mohd Aziz - Alka Yagnik
Tu Naja Mere Badshah - Khuda Gawah | Amitabh Bachchan | Sridevi | Ek Wada Tod Ke Ek Vade Ke Liye
Movie : Khuda Gawah
Music Director: Laxmikant Pyarelal
Singers: Alka Yagnik , Mohammad Aziz
Director: Mukul Anand
Song Lyrics:
Ho… Ho… Ho… Ho…
Tu Na Jaa Mere Baadshah
Ek Vaade Ke Liye Ek Vaada Tod Ke
O Na Jaa Mere Baadshah
Ek Vaade Ke Liye Ek Vaada Tod Ke
Main Wapas Aaunga
Main Wapas Aaunga
Jaa Raha Hoon Main Yahan
Jaan Apni Chhod Ke
Tu Na Jaa Mere Baadshah
Ek Vaade Ke Liye Ek Vaada Tod Ke
Khuda Ka Tujhe Vaasta Lautkar Aana
Tera Dekhungi Main Raasta
Khuda Ka Tujhe Vaasta Lautkar Aana
Tera Dekhungi Main Raasta
Yeh Vaada Hai Mera
Yeh Vaada Hai Mera
Main Agar Mar Bhi Gaya
Toh Bhi Wapas Aaunga
O Na Jaa Mere Baadshah
Ek Vaade Ke Liye Ek Vaada Tod Ke
Tu Na Jaa Mere Baadshah
Maar Na Daale Kahin Yeh Teri Furqat Mujhe
Re Na Jaa Mere Baadshah
Maar Na Daale Kahin Yeh Teri Furqat Mujhe
Main Wapas Aaunga
Main Wapas Aaunga
Yeh Mera Vaada Raha
Has Ke Kar Rukhsat Mujhe
Aa Mere Mehboob Aa
Jaane Se Pehle Tujhe Main Jee Bharke Dekh Loon
Aa Mere Mehboob Aa
Jaane Se Pehle Tujhe Main Jee Bharke Dekh Loon
Teri Tasveer Main
Teri Tasveer Main
Chahun Jab Aankhen Zara
Bandh Karke Dekh Loon
Tu Na Jaa Mere Baadshah
Ek Vaade Ke Liye Ek Vaada Tod Ke
Re Na Jaa Mere Baadshah
Ek Vaade Ke Liye Ek Vaada Tod Ke
Main Wapas Aaunga
Main Wapas Aaunga
Jaa Raha Hoon Main Yahan
Jaan Apni Chhod Ke
#AmitabhBachchan #Sridevi #KhudaGawah #LaxmikantPyarelal #TuNaJaaMereBaadshah