Перейти к содержимому

Her eyes - (official audio) - hashamusicwrld

hasham wrlld

0:00 / 0:00

Her eyes - (official audio) - hashamusicwrld

27 просмотров · 3 мес. назад
hasham wrlld
75 подписчиков
27 просмотров · 3 мес. назад
a song without mic it's all about love dude so listen up my new song her ayes by hashamusicwrld (Intro) Suno... aaj meri baat poori sun lena, Ho sake to ek dafa meri aankhon mein dekh lena. (Verse 1) Jab pehli dafa tumhe dekha... dil ka shehar roshan hua, Jaise andheri raat mein achanak chaand ka aangan hua. Main har roz tere naam ka ek khwaab bunta raha, Aur tu meri khamosh mohabbat se bekhabar guzarti rahi. (Verse 2) Phir ek din tu chali gayi... aur sab rang saath le gayi, Meri hansi, meri neendein, meri har baat saath le gayi. Tere jaane ke baad har mehfil bhi veeran *FREESTYLE* "Teri hansi se subah hoti thi Ab na shikwa hai... na umeed baaki hai... Bas ek khaali sa dil aur usmein teri yaad baaki hai... FREESTYLE