Chup Chaap Tu Kyun Khadi Hai (4K) ❤️ | Ravi Behl & Urmila Matondkar | Mohammed Aziz, Alka Yagnik |
Bollywood Male Singers
0:00 / 0:00
Chup Chaap Tu Kyun Khadi Hai (4K) ❤️ | Ravi Behl & Urmila Matondkar | Mohammed Aziz, Alka Yagnik |
983 625 просмотров · 4 мес. назад
Bollywood Male Singers
25,2 тыс. подписчиков
983 625 просмотров · 4 мес. назад
Credits:
Song: Chup Chaap Tu Kyun Khadi Hai
Movie: Narsimha (1991)
Singers: Mohammed Aziz & Alka Yagnik
Music Director: Laxmikant–Pyarelal
Lyricist: Javed Akhtar
Starring: Urmila Matondkar, Ravi Behl
Lyrics:
Chup Chaap Tu Kyun Khadi Hai
Ye Faisle Ki Ghadi Hai
Chup Chaap Tu Kyun Khadi Hai
Ye Faisle Ki Ghadi Hai
Aa Duniya Waalo Se Kah De
Wo Chahe Maane Na Maane
Aa Duniya Waalo Se Kah De
Wo Chahe Maane Na Maane
Lekin Mohabbat Badi Hai
Ye Faisle Ki Ghadi Hai
Chup Chaap Tu Kyun Khadi Hai
Aa Main Bulata Hu Tujhko
Aa Teri Manzil Yahaa Hai
Aa Main Bulata Hu Tujko
Aa Teri Manzil Yahaa Hai
Aa Dil Ki Baazi Lagi Hai
Aa Dil Ki Baazi Lagi Hai
Aa Pyar Ka Imtiaha Hai
Ye Aajmaais Ghadi Hai
Lekin Mohabbat Badi Hai
Ye Faisle Ki Ghadi Hai
Chup Chaap Tu Kyun Khadi Hai
Sohni Se Are Heer Se Maine
Sikha Karna Pyar
Rok Nahi Payegi Mujhko Ab Koi Diwar
Kal Tujhse To Dur Thi Mai
Kal Tujhse To Dur Thi Mai
Bebas Thi Majbur Thi Mai
Jab Gunja Tera Tarana
Tuta Mera Kaidkhana
Janjir Tuti Padi Hai
Sach Hai Mohabbat Badi Hai
Sach Hai Mohabbat Badi Hai
Ye Faisle Ki Ghadi Hai
Hai Naaz Takat Pe Jisko
Hai Naaz Takat Pe Jisko
Wo Har Sitam Aazmale
Itna Samjh Le Ye Duniya
Itna Samjh Le Ye Duniya
Darte Nahi Pyar Wale
Agar Maut Aage Khadi Hai
Sach Hai Mohabbat Badi Hai
Ye Faisle Ki Ghadi Hai
Aa Duniya Walo Se Kah De
Wo Chahe Mane Na Mane
Lekin Mohabbat Badi Hai
Ye Faisle Ki Ghadi Hai
Ye Faisle Ki Ghadi Hai
Sach Hai Mohabbat Badi Hai..
If you love 90s romantic songs and old Hindi melodies, don't forget to support the channel.
Subscribe for more 90s Male Singers songs:
/ @bollywoodmalesingers
#ChupChaapTuKyunKhadiHai #Narsimha #RaviBehl #UrmilaMatondkar #MohammedAziz #AlkaYagnik #HindiGaane #EvergreenSongs #90sMaleSingers