Перейти к содержимому

Wahi Darya (Official Song) Qurban Studio

Qurban Studio

0:00 / 0:00

Wahi Darya (Official Song) Qurban Studio

185 просмотров · 10 дн. назад
Qurban Studio
14 подписчиков
185 просмотров · 10 дн. назад
Wahi Darya | A Journey from Village to City | Qurban Studio 3 baje raat, khwaabon se ladta hoon... 🌙 This song is for everyone who left their village, their people and their riverside behind to struggle in the city, carried by their mother's prayers and the hope of going back one day. 💔 🎤 Vocals: Qurban ✍️ Lyrics: Qurban 🎼 Music: Qurban 🎧 Mix & Master: Qurban Studio 👇 Comment below: how far are you from your village or home? 🔔 SUBSCRIBE to Qurban Studio to hear our new songs first. 👍 If this song touched your heart, please LIKE and SHARE. ━━━━━━━━━━━━━━ LYRICS ━━━━━━━━━━━━━━ Yaad hai wo gaon, wo darya ka kinara, Jumma ka din, sabse pyara nazara, Bike pe bhai ke saath, dhoop mein udaan, Wahi thi meri jannat, wahi thi pehchaan Chhod diya sab, aa gaya sheher mein akela, Maa ki nazar mein sapna, mera hai woh mela, Din bhar job, raat ko phir kaam, Neend ko bhi keh diya — abhi nahi aaram 3 baje raat, khwaabon se ladta hoon, Thak ke bhi main, phir se khada hota hoon, Ye sheher ki bheed mein, akela hoon magar, Ek din yeh safar, badal dega manzar Bhai dost poochte "kab aayega wapas?", Dil kehta hai "jald", zubaan pe hai bas, Har note jo kamaya, usme khushbu hai ghar ki, Har raat ki mehnat mein duaa hai maa ki Kabhi kabhi lagta hai, raasta bahut lamba, Par jab yaad aata hai maa baap ka woh chehra, Himmat wapas aati hai, dard ban jaata dua, Yehi toh hai woh taaqat, jo chalati hai mujhe Ek din yeh sheher chhoot jayega peeche, Laut ke jaunga wahi darya ke kinare, Jumme ki shaam, apno ka saath phir se, Yehi vaada hai mera, khud se kiya maine Waqt sikhata hai, dard chhupana kaise, Muskura ke jeena, dil rulana kaise, Par ek din yeh sab, kahani ban jayegi, Meri jeet ki gaatha, tarikh likh jayegi 3 baje raat, khwaabon se ladta hoon, Thak ke bhi main, phir se khada hota hoon, Ye sheher ki bheed mein, akela hoon magar, Ek din yeh safar, badal dega manzar Apna time ayega... yeh likh diya maine. #WahiDarya #EmotionalSong #StruggleSong #DesiSong #QurbanStudio