Перейти к содержимому

OverThinking Chorro Allah Per Bharosa Karo

sunehri kirnain

0:00 / 0:00

OverThinking Chorro Allah Per Bharosa Karo

63 просмотра · 2 нед. назад
sunehri kirnain
111 подписчиков
63 просмотра · 2 нед. назад
Overthinking aapka aaj ka sukoon cheen sakti hai… lekin Allah par bharosa aapke dil ko woh sukoon de sakta hai jo duniya nahi de sakti. Har cheez aapke control mein nahi hoti, lekin Allah ke hukm se kuch bhi bahar nahi. Jo ho chuka, us mein bhi hikmat hai… aur jo aane wala hai, Allah usay jaanta hai. Apne dil se darr aur fikr ko nikalo, Allah par tawakkul karo aur yaqeen rakho ke behtareen faisla Allah hi ka hai. Agar aap bhi Allah par bharosa rakhte hain to “Alhamdulillah” comment karein. Like Share aur Subscribe zaroor karein.#AllahParBharosa #Tawakkul #Overthinking #IslamicReminder #IslamicMotivation#Sabr #Yaqeen #Dua#TrustAllah #Peace #Anxiety