गाँव की जिंदगी | जंगल काटे, कोयराल के फूल तोड़े | Village Vlog
Vinod Karki
0:00 / 0:00
गाँव की जिंदगी | जंगल काटे, कोयराल के फूल तोड़े | Village Vlog
174 просмотра · 7 мес. назад
Vinod Karki
1,99 тыс. подписчиков
174 просмотра · 7 мес. назад
Aaj ke vlog me humne apne gaon ki real life dikhayi hai.
Gaon se log bahar kyon ja rahe hain, palayan ka main reason kya hai, is bare me bhi bataya hai.
Bachchon ki padhai aur naukri ke liye log shehar ja rahe hain is wajah se gaon dheere dheere khaali hote ja rahe hain.
Is vlog me humne ghar ke aas paas ke jhaad saaf kiye aur pahad me milne wale Koiral ke phool bhi tode jinse sabji, achar aur raita banta hai.
Maine aur meri mummy ne milkar village life vlog banaya.
Agar aapko hamara village life vlog pasand aaye to video ko Like, Comment aur Share jarur karein aur Follow bhi karein.
Dhanyawaad.
#villagelife #uttarakhand #pahadi #palayan
#koiral #pahadivlog #indianvillage #dailyvlog
#mountainlife #villagevlog #pithoragarh