Ramadan In Mumbai 🌙 2026 - Iftar In Haji Ali Dargah | Mumbai Ki Shaan | Mumbai Street Food
Vibes With Sameer & Family
0:00 / 0:00
Ramadan In Mumbai 🌙 2026 - Iftar In Haji Ali Dargah | Mumbai Ki Shaan | Mumbai Street Food
5 281 просмотр · 8 мес. назад
Vibes With Sameer & Family
16,7 тыс. подписчиков
5 281 просмотр · 8 мес. назад
Assalamualaikum doston! 🌙
Welcome back to Vibes With Sameer & Family ❤️
Aaj main gaya tha Mumbai ki mashhoor Haji Ali Dargah Iftar ke liye 🤲✨
Ramzan ke dauran yahan ka mahaul dekhne layak hota hai — samundar ke beech dargah ka roohani sukoon aur Iftar ka barkat bhara scene 🌊🕌
Is vlog mein aap dekhenge:
➡️ Haji Ali Dargah ka beautiful sunset view
➡️ Iftar ka mahaul aur dua ka moment 🤲
➡️ Street Food stalls 🍢🥤
➡️ Kebabs, rolls, falooda, fruit plates aur Ramadan special items
➡️ Mumbai Ramadan vibes at its best ❤️
Samundar ki thandi hawa, azaan ki awaaz aur Iftar ka waqt — ek unforgettable experience tha 🌙
Agar aap bhi Haji Ali gaye ho ya jaana chahte ho, comment mein zaroor batana ❤️
📍 Location: Haji Ali Dargah, Mumbai
🎥 Watch till end for full experience!
#HajiAli
#HajiAliDargah
#RamzanMubarak
#IftarAtHajiAli
#MumbaiRamadan
#StreetFoodMumbai
#RamadanInMumbai
#IftariTime
#RamadanVibes
#MumbaiVlog
#DargahVlog
#IslamicVlog
#SeaViewDargah
#Ramadan2026
#MumbaiStreetFood
#TrendingVlog
#ViralVlog
#VibesWithSameerFamily
#sameerkhan
#streetfood