Tafseer E Quran 2023 Para 19 & 20 By Abdul Gaffar Salafi
Quran Aur Hadees Kurnool
0:00 / 0:00
Tafseer E Quran 2023 Para 19 & 20 By Abdul Gaffar Salafi
31 773 просмотра · 3 г. назад
Quran Aur Hadees Kurnool
325 тыс. подписчиков
31 773 просмотра · 3 г. назад
Tafseer Play List : • Tafseer E Quran 2023 By Abdul Gaffar Salafi
Moulana Abdul Gaffar Salafi ko Masjid-E-Gounda, Kurnool waloon ne Quran Ki Tafeer bayaan karne ki dawaat di. Shaik ne Masjid-E-Gounda, Kurnool walon ki daawat ko qubool kiya aur ek behtareen andaaz mein Quran ki Tafseer bayaan ki. Allah Ta'ala hum ko Quran se hidayat hasil karne wala banaye Ameen. Allah Shaik ko es ka bharpur ajr ata kare, Ameen. #Abdul_Gaffar_Salafi#Ramzan #tafseer #quran_kareem#islam #ramzanmubarak #ramadan
Contents of this video ---------------------------
00:00 - Introduction
03:26 - Mushrikon Ka Sawaal Ke Farishta Un Ke Paas Kyun Nahi Aata
06:34 - Ghalat Logon Ke Saath Rehne Ka Nuqsaan
09:09 - Qayamat Ke Din Rasool (Saw) Ki Shikayat
18:41 - Jadugaron Ka Eemaan Lana Aur Mus (As) Ka Darya Paar Karna
25:48 - Ibrahim (As) Ka Tauheed Sekhaana
30:51 - Shayar Log Kaise Hote Hain Aur Rasool (Saw) Ke Sifaat
34:26 - Cheenteeon Ki Guftagu
38:51 - Sulaiman (As) Ka Janwaron Par Nigrani
41:32 - Sulaiman (As) Ka Malika Saba Ko Khat
52:10 - Murdon Ko Koi Suna Nahi Sakta
53:17 - Musa (As) Ka Firaon Ke Paas Parvarish Paana
59:10 - Musa (As) Ka Madian Wala Waqiya