Перейти к содержимому

Hasbi Rabbi Jallallah - Ghadeer Special

Akhwayn

0:00 / 0:00

Hasbi Rabbi Jallallah - Ghadeer Special

25 249 просмотров · 4 года назад
Akhwayn
13,2 тыс. подписчиков
25 249 просмотров · 4 года назад
BISMILLAH... Released on the occasion of the event of Ghadeer _______________ Video Info :- Reciter | Sadiq Dewji & Aliasgher Meghji Poetry | Akhwayn Audio | Studio Mihrab Mixing & Mastering | KSP - Karachi Video & Editing | Studio Mihrab Poster Art | ‪@momixtra4408‬ #Ghadeer ##hasbirabbi #naat Follow Us On Social Media Channels : Y o u T u b e:    / akhwayn   I N S T A G R A M:   / _akhwayn   W h a t s A p p https://chat.whatsapp.com/CrQUHBI2SMI... LYRICS Hasbi rabbi jallalah Noore muhammad sallallah Ali wali shere e khuda La ilaaha illallah Tere sadqe me aaqa Hamko ghadeer me maula mila Nabi ne jab man kunto kahaa La ilaaha illallah 1. (Aaqa ne ki ye iltejaa Mangi khuda se bas ye dua Imdad ko bhejo to zara Koi jo ho waris mera) x2 Rab ne sunli ye dua Ali wali kho bhej diya Toot ke ka’baa ye bola La ilaaha illallah 2. (Hijrat ki jab raat huwi Bole sarwar mere Ali Bistar par sojaoge tum Khatre me he jaan meri)x2 Let gaye bistar pe Ali Uthhe leke rab ki khushi Kehne lage jibreel e amee(n) La ilaaha illallah 3. (Masjid me tha mola Ali Aakaar manga ek faqeer Kon sunega meri sada Kon he rab ka sacha wali) x2 Ruku me the daamade nabi Dedi apni angoothi Muskurakar bola faqeer La ilaaha illallah 4. (Guzar gaye kahi raat or din Kehne lage ye rasule amee(n) Kal dunga me usko alam Bhagnewala wo jo nahee) x2 Jeetliya usne khaibar Qaat diya marhab ka sar Khush hoke bole Haidar La ilaaha illallah 5. (Mere nabi kaabe me gaye Bhooto wahan chote aur bare Torne ka jo irada kiya Bulwaya haider ko zara) x2 Doshe nabi par char ke kaha Chhuliya meine aasmaan Bhoot ne ghirte di ye sada La ilaaha illallah 6. (Najraniyo ne jhuthlaya Utri qura’an ki ayaa Sachon ko lekar jao Mubahala ka tha waaaqiya) x2 Haider tha wo nafse rassool Hasnain aur zahra e Batool Najraniyo ne dekha ye noor La ilaaha illallah 7. (Meesam tha haider ka ghulam Hawariyo me uska naam Shajre tamar par khai qassam Haider par meri jaa(n) qurban) x2 Marke bhi woh zinda rahaa Lab par haider ka nara Thabit usne yeh kiya La ilaaha illallah 8. (Duniya me hay zulm o jafaa Pheli huwi kaali ghataa Zalim ne kiye joro sitam Kahan ho tum Ay Ibne Hasan) x2 Jab aayega barwa Dil sub kaa kush howega Warise haider bolega La ilaaha illallah #Ali #Shia #Nabi​ #Milad​ #Nasheed​ #NewManqabat​ #Rasool #RasoolAllah #Muhammad #Madina #ImamAli​ #YaAli​​ #ProphetMuhammad​ #ImamMahdi​ (as) #Imams