Fareed Silsila hamaara hai
Faqhri Ahamed Shah Suhrawardhi
0:00 / 0:00
Fareed Silsila hamaara hai
27 просмотров · 2 недели назад
Faqhri Ahamed Shah Suhrawardhi
27 подписчиков
27 просмотров · 2 недели назад
Har koi apni nazar se haq ko maanta hai
Main bhi samajhta tha yehi, dil mein yehi rakhta tha
Par har ek apne nazariye se chalta hai
Apne apne sach ko sach samajhta hai
Ya Haq Fareed, Baba Fareed
Ya Haq Fareed, Sarkar Baba Fareed
Fareed haq ke saath hai, haq Fareed ke saath hai
Ya Haq Fareed, Baba Fareed
Ya Haq Fareed, Sarkar Baba Fareed
Tumhari khamoshi bolti hai sab se zyada
Tum hi dard ho, tum hi dard ke sahne wale
Har dil ke pehlu ka gham uthate ho chupke se
SaReGa MaPaDha NiSa
Haq Fareed, Baba Fareed
SaNiDha PaMaGa ReSa Haq Fareed,
SaGa ReMa GaPa MaDha Haq Fareed,
PaNi DhaSa NiRe SaGa Sarkar Baba Fareed
Fareed haq ke saath hai, haq Fareed ke saath hai
SaReGa MaPaDha NiSa
Haq Fareed, Baba Fareed
SaNiDha PaMaGa ReSa Haq Fareed,
SaGa ReMa GaPa MaDha Haq Fareed,
PaNi DhaSa NiRe SaGa Sarkar Baba Fareed
Mere mahboob Murshid, tum jaante ho haq
Fareed haq ke saath hai, haq Fareed ke saath hai
Ya Haq Fareed, Baba Fareed
Ya Haq Fareed, Sarkar Baba Fareed
Jo apne aap ko tum mein fana kar de
Usse tum izzat aur waqar aata karte ho
Aur jo kuch tum aata karte ho
Usey koi kharash bhi nahi laga sakta
SaReGa MaPaDha NiSa
Haq Fareed, Baba Fareed
SaNiDha PaMaGa ReSa Haq Fareed,
SaGa ReMa GaPa MaDha Haq Fareed,
PaNi DhaSa NiRe SaGa Sarkar Baba Fareed
Rehmaton ki baarish hai,
rehmaton ki baarish hai
Noor ka ujaala hai
Hum ghulaam Baba Fareed hain
Kyun dare zamaane se
Silsila hamaara hai
Baba Fareed ke gharane se
SaReGa MaPaDha NiSa
Haq Fareed, Baba Fareed
SaNiDha PaMaGa ReSa Haq Fareed,
SaGa ReMa GaPa MaDha Haq Fareed,
PaNi DhaSa NiRe SaGa Sarkar Baba Fareed
Fareed haq ke saath hai, haq Fareed ke saath hai
Ya Haq Fareed, Baba Fareed
Ya Haq Fareed, Sarkar Baba Fareed
Kuch log mujhe aaj mitaane mein lage hain
Kuch log meri laaj bachane mein lage hain
Hum ghulaam Baba Fareed hain
Kyun dare zamaane se
Silsila hamaara hai
Baba Fareed ke gharane se
SaReGa MaPaDha NiSa
Haq Fareed, Baba Fareed
SaNiDha PaMaGa ReSa Haq Fareed,
SaGa ReMa GaPa MaDha Haq Fareed,
PaNi DhaSa NiRe SaGa Sarkar Baba Fareed
Fareed haq ke saath hai, haq Fareed ke saath hai
Ya Haq Fareed, Baba Fareed
Ya Haq Fareed, Sarkar Baba Fareed
Yeh alag baat hai, khamosh khade rehte hain
Phir bhi jo log bade hain, woh bade rehte hain
Aise Fareed se milta hai hamaara shijra
Aise murshid se milta hai hamaara shijra
Jinke kadamon mein kai taaj bade rehte hain
Silsila hamaara hai
SaReGa MaPaDha NiSa
Haq Fareed, Baba Fareed
SaNiDha PaMaGa ReSa Haq Fareed,
SaGa ReMa GaPa MaDha Haq Fareed,
PaNi DhaSa NiRe SaGa Sarkar Baba Fareed
Fareed haq ke saath hai, haq Fareed ke saath hai
Jab talak na aaye the
Chandera mein andhera tha
Aap hi ke aane se
Ghar ghar mein ujaala hai
Aap hi ke aane se
Qalba mein ujaala hai
Aap hi ke aane se
Rooh ko roshni hai
Tu hi deta hai mujhko
Tu hi bas dilata hai
Tu hi deta hai mujhko
Tu hi bulaata hai
Tere dar ke tukdon ne
Mujhko paala hai
SaReGa MaPaDha NiSa
Haq Fareed, Baba Fareed
SaNiDha PaMaGa ReSa Haq Fareed,
SaGa ReMa GaPa MaDha Haq Fareed,
PaNi DhaSa NiRe SaGa Sarkar Baba Fareed
Fareed haq ke saath hai, haq Fareed ke saath hai
Ya Haq Fareed, Baba Fareed
Ya Haq Fareed, Sarkar Baba Fareed
Jeena bhi tera Jeena bhi tera
SaReGa MaPaDha NiSa
Haq Fareed, Baba Fareed
SaNiDha PaMaGa ReSa Haq Fareed,
SaGa ReMa GaPa MaDha Haq Fareed,
PaNi DhaSa NiRe SaGa Sarkar Baba Fareed
Fareed haq ke saath hai, haq Fareed ke saath hai
Ya Haq Fareed, Baba Fareed
Ya Haq Fareed, Sarkar Baba Fareed