CHALO HUM CHALEY WAHI||চালো হাম চালায়ে ওহি||SATSANG_@||Satsang_deoughar ,2nd september 2026Newsong
সুর বাহার
0:00 / 0:00
CHALO HUM CHALEY WAHI||চালো হাম চালায়ে ওহি||SATSANG_@||Satsang_deoughar ,2nd september 2026Newsong
380 просмотров · 2 недели назад
সুর বাহার
854 подписчика
380 просмотров · 2 недели назад
Chalo hum chaley wahi, Jaha pe gham he ho nahi
Kholo in aankhon ko kabhi , Chupa hai wo yahi kahi
Saare jaha me hai na dooja aur koi , karta hai poori har kami
Mann ke nazaro me yeh noor hai kaisi, Raushan Hui zindagi
Tere hone se he mil gayi har Khushi jahaan ki, Saare armano ki khudi tu hi
Mere ashao ki har manzil me tu hi tu hai, Shuru Hui daastan e bandagi
Suno wo pukaare har ghadi, Yakeen phir karte kyun nahi
Ruko aur dekho to sahi, Hasi hum sabki zindagi
Saare jaha me hai na dooja aur koi , karta hai poori har kami
Mann ke nazaro me yeh noor hai kaisi, Raushan Hui zindagi
Tere hone se he mil gayi har Khushi jahaan ki, Saare armano ki khudi tu hi
Mere ashao ki har manzil me tu hi tu hai, Shuru Hui daastan e bandagi
Tu hai to sab lage sahi, Tu hai to chah kuch nahi