Aseel Murghon Ko Shower Dene Ka Faida ☀️ | Dhoop Mein Red Look & Mera Setup | Shikari House Vlogs
Shikari House Vlogs
0:00 / 0:00
Aseel Murghon Ko Shower Dene Ka Faida ☀️ | Dhoop Mein Red Look & Mera Setup | Shikari House Vlogs
3 900 просмотров · 8 дн. назад
Shikari House Vlogs
2,27 тыс. подписчиков
3 900 просмотров · 8 дн. назад
🐓 Aseel Murghon Ko Shower Dene Ka Tareeqa | Dhoop Aur Mera Poultry Setup
Assalam-o-Alaikum dosto! ❤️
Aaj ki video mein maine apne Aseel murghon ka setup dikhaya hai. Is video mein aap dekhenge ke main apne murghon ko shower kaise deta hoon, dhoop mein kaise rakhta hoon aur unki dekhbhal kaise karta hoon. ☀️🐓
Agar aapko Aseel murghay, desi murghiyan, Aseel chicken farming aur poultry farming ka shauq hai, to ye video aapke liye hai.
🔥 Is video mein kya dekhne ko milega?
Aseel murghon ko shower dena
Murghon ki dhoop mein dekhbhal
Aseel murghon ka red look
Mera personal poultry setup
Aseel murghiyan aur desi murghon ki jhalak
Murghon ki daily care aur maintenance
🐓 Aap bhi Aseel murghay paalte hain? Comment mein zaroor batayein ke aapke paas kis type ke Aseel murghay hain aur aap unki dekhbhal kaise karte hain.
❤️ Video achi lage to LIKE karein, apne doston ke saath SHARE karein aur aise hi Aseel murghon aur desi poultry ki videos ke liye channel ko SUBSCRIBE zaroor karein.
Aapki support mere liye bohat important hai. ❤️
Shukriya dosto! Allah Hafiz. 🤲
#AseelMurghay #AseelChicken #PoultryFarming #shikarihouse