Перейти к содержимому

Seerat-e-Mustafa ﷺ Series | EP 1 — Ashab-e-Feel Ka Waqia | Saiyad Anas Ashrafi |

Madina studio

0:00 / 0:00

Seerat-e-Mustafa ﷺ Series | EP 1 — Ashab-e-Feel Ka Waqia | Saiyad Anas Ashrafi |

268 просмотров · 2 нед. назад
Madina studio
20 подписчиков
268 просмотров · 2 нед. назад
Is video mein hum jaanenge Ashab-e-Feel ke waqia ke baare mein — jab Abraha ek vishal lashkar aur haathiyon ke saath Khana-e-Kaaba ko girane ke iraade se Makkah ki taraf badha. Aakhir Abraha ko Kaaba Sharif se itni dushmani kyun thi? Woh itna bada lashkar lekar Makkah ki taraf kyun aaya? Aur phir Allah Ta’ala ne apne muqaddas ghar ki hifazat kaise farmayi? Is waqia ka zikr Qur’an-e-Pak ki Surah Al-Feel mein bhi maujood hai. Yeh video hamari Seerat-e-Mustafa ﷺ Series ka pehla Episode hai. Is Series mein hum Huzoor ﷺ ki seerat aur usse jude aham waqiat ko aasan aur dilchasp andaaz mein pesh karenge. Video pasand aaye to Like, Share & Subscribe zaroor karein aur aane wale Episodes ke liye Madina Studio se jude rahein. #SeeratEMustafa #AshabEFeel #SurahAlFeel #IslamicHistory #SeeratUnNabi #IslamicVideo #Kaaba #SaiyadAnasAshrafi #IslamicStories #Episode1