Perfume Ki Price Guess Karo! Dekhte Hain Kaun Jeetega 😈| Part 2
Roman Diaries
0:00 / 0:00
Perfume Ki Price Guess Karo! Dekhte Hain Kaun Jeetega 😈| Part 2
196 просмотров · 11 дн. назад
Roman Diaries
150 подписчиков
196 просмотров · 11 дн. назад
Aaj ke vlog mein pehle ki apne room ki deep cleaning 🧹✨ aur phir shuru hua ek super fun challenge! 😍
Maine guess ki Rohit ke perfumes ki prices 💸👀 Lekin kya main sahi price guess kar paayi ya mere saare guesses galat nikle? 😂😱
Room cleaning, couple masti aur perfume challenge — sab kuch ek hi vlog mein! ❤️ Video ko end tak dekhna aur comment karke batana ki aap kitni accurate price guess kar paate!
🇨🇦 Welcome to ROMAN DIARIES — sharing our daily life, couple moments and fun experiences in Canada!
💬 COMMENT BELOW: Kya aap Rohit ke perfumes ki price sahi guess kar sakte ho? 👀
Agar vlog pasand aaye toh LIKE 👍, SHARE ❤️ aur SUBSCRIBE 🔔 karna mat bhoolna!
#RomanDiaries #HinglishVlog #CoupleVlog #PerfumeChallenge #GuessThePrice #RoomCleaning #CanadaVlog #IndianCoupleInCanada #dailyvlog