হৃদয় জুড়ানো একটি গজল #গজল #ইসলামিক_ভিডিও #islamicvideo
বিজয়ের কন্ঠ
0:00 / 0:00
হৃদয় জুড়ানো একটি গজল #গজল #ইসলামিক_ভিডিও #islamicvideo
94 просмотра · 2 дня назад
বিজয়ের কন্ঠ
171 подписчик
94 просмотра · 2 дня назад
Kahan ho tum chale aao - ভালোবাসার দাবি || کہاں ہو تم؟ (Bangla and Urdu) || Most Popular Ghazal || Most Famous Urdu Nahseed || SaiFur R RaNa
Artist: Abdullah Itban
Poet : Behzad Lucknhai
Prod : SaiFur R RaNa
bangla translate: collected
Lyrics ( Kahan Ho Tum Chale Aao ):
Kahan ho tum chale aao, mohabbat ka taqaza hai
Gham-e-duniya se ghabra kar, tumhein dil ne pukara hai
Tumhari be-rukhi ek din, hamari jaan le legi
Qasam tum ko, zara socho, ke dastoor-e-wafa kya hai
Na jaane kis liye duniya, ki nazrein phir gayeen hum se
Tumhein dekha, tumhein chaha, qasoor is ke siwa kya hai
Bada veeran mausam hai, kabhi milne chale aao
Har ek jaanib tera gham hai, kabhi milne chale aao
Hamara dil kisi gehri, judaai ke bhanwar mein hai
Hamari aankh bhi nam hai, kabhi milne chale aao
Tumhein to ilm hai mere, dil-e-wahshi ke zakhmon ko
Tumhara vasl marham hai, kabhi milne chale aao
Andheri raat ki gehri, khamoshi aur tanha dil
Diye ki lau bhi madham hai, kabhi milne chale aao
Tumhare rooth ke jaane se, hum ko aisa lagta hai
Muqaddar hum se barham hai, kabhi milne chale aao
Hawaon aur phoolon ki, nayi khushboo batati hai
Tere aane ka mausam hai, kabhi milne chale aao
Kahan ho tum chale aao, mohabbat ka taqaza hai.
My channel @Islahmedia-n4f @siyammahmud1781