Hafiz-e-Quran Hone Ke Baad Bhi Talaq | Bacha Na Hona & Haya Ki Saza?#sadstory #emotional #donate
Shaadi Kra Lo TV
0:00 / 0:00
Hafiz-e-Quran Hone Ke Baad Bhi Talaq | Bacha Na Hona & Haya Ki Saza?#sadstory #emotional #donate
10 609 просмотров · 2 месяца назад
Shaadi Kra Lo TV
1,19 тыс. подписчиков
10 609 просмотров · 2 месяца назад
Ek Hafiz-e-Quran behan ki dil hila dene wali kahani 💔
Unhon ne shohar ke kehne par "bold dress" nahi pehni, haya ko apna zewar banaya.
Phir Allah ki marzi se bacha nahi hua... aur usi waja se talaq ho gayi.
Kya Islam me bacha na hona talaq ki waja hai?
Kya ek Hafiza ko sirf "infertility" ki waja se chora ja sakta hai?
Second Marriage ke baad zindagi dobara shuru ho sakti hai ya nahi?
Is video me hum ek divorced Muslim woman ki real story discuss karen ge, Islamic point of view len ge, aur un sab behno ko umeed den ge jo Second Marriage ya Khula ke baad pareshan hain.
Agar aap ya aap ki koi jaan’ne wali aisi situation se guzar rahi hai, to ye video us tak zaroor share karein. Ho sakta hai ye us ke liye Allah ki taraf se umeed ban jaye 🤲
Allah har beti ke naseeb me sukoon aur izzat wala ghar likhe. Aameen.
---
Video Me Kya Hai:
00:00 | Intro: Hafiza behan ki kahani
00:42 | Talaq ki asal waja: Bacha na hona + Haya
01:28 | Islam kya kehta hai infertility ke bary me
02:10 | Second Marriage Pakistan: Nayi umeed
03:05 | Aap ke liye message
Important Keywords: Hafiz e Quran talaq, bacha na hona, infertility in Islam, divorced woman Pakistan, second marriage Pakistan, khula wali aurat, haya dar larki, Islamic story Urdu, talaq ki waja, sad story Pakistan, women rights in Islam
---
#HafizEQuran #Talaq #SecondMarriage #DivorcedWoman #Khula #Infertility #WomenInIslam #IslamicStory #UrduStory #Pakistan #SadStory #EmotionalStory #RelationshipAdvice #FYP #ForYou #Viral #Trending #ShaadiKralo