Перейти к содержимому

Jhatpat Mooli Paratha Recipe – Nashte Ki Best Aur Asan Dish!😍

Arbeels kitchen

0:00 / 0:00

Jhatpat Mooli Paratha Recipe – Nashte Ki Best Aur Asan Dish!😍

79 просмотров · 5 дн. назад
Arbeels kitchen
474 подписчика
79 просмотров · 5 дн. назад
Assalamu Alaykum! ❤️ Sardiyon ka mausam ho ❄️ aur subah nashte mein garam-garam, khasta aur crispy Mooli Ka Paratha mil jaye, to bas din ban jata hai! 🥞☕ Lekin kya aapka paratha bhi belte waqt fat jata hai ya mooli pani chor deti hai? 🤦‍♀️ Ab pareshan hone ki bilkul zaroorat nahi! 🥳 Aaj ki is video mein, main aapke sath share kar rahi hoon Perfect Mooli Ka Paratha Banane Ka Secret Tarika 🤫. Is naye aur asan tarike se aapka ek bhi paratha nahi fatega, aur stuffing kone-kone tak bhari hogi! 🤤 Yeh parathe itne crispy aur zayqedar banenge ke ghar wale ungliyan chat-te reh jayenge! 😋👌 Is recipe ko try karein aur comment mein zaroor batayein ke ap ko ye recipe kese lagi!🙃 Video pasand aaye to like, share aur channel ko subscribe karna na bhoolen 👍