Перейти к содержимому

V10 | Madinah Ziyarat By Bus 🚌 | Masjid Imam Bukhari, Ghazwa e Uhud Aur Quba Ka Khoobsurat Safar ✨

KK FAMILY SHOW

0:00 / 0:00

V10 | Madinah Ziyarat By Bus 🚌 | Masjid Imam Bukhari, Ghazwa e Uhud Aur Quba Ka Khoobsurat Safar ✨

73 просмотра · 3 дн. назад
KK FAMILY SHOW
396 подписчиков
73 просмотра · 3 дн. назад
Assalam-o-Alaikum Friends! Aaj ke is vlog me hum aapko bus ke zariya se Madinah Sharif ki sabse muqaddas aur tareekhi jagahon ki ziyarat karwayenge. Is safar me hum un maqaamaat par gaye jahan ki tareekh jaan kar aapka iman taza ho jayega. Is video me aap dekhenge: 1. Masjid Imam Bukhari (R.A) – Jahan Sahih Al-Bukhari likhi gayi 2. Ghazwa-e-Uhud ka Maidan aur Uhud ka Pahar (Jabal Uhud) 3. Jabal Rohman (Rumeat / Teer Andazon ka pahar) 4. Shuhada-e-Uhud ka Kabaristan 5. Masjid-e-Qiblatain (Jahan Qibla tabdeel karne ka hukam aaya) 6. Thaniyat al-Wada – Wo tareekhi jaga jahan Madinah walon ne Nabi ﷺ ka istaqbal kiya tha 7. Masjid-e-Quba – Islam ki pehli Masjid (Jahan 2 Rakat ka sawab 1 Umrah ke barabar hai) 8. Masjid-e-Jumma – Jahan Islam ki pehli Jumma ki Namaz ada ki gayi 9. Hazrat Salman Farsi (R.A) ke tareekhi Baghat (Khajoor ke baagh) Agar aapko hamari ye choti si koshish aur bus ziyarat ka ye vlog pasand aaye to video ko LIKE zaroor karen, doston ke sath SHARE karen aur hamare channel ko SUBSCRIBE karna mat bhoolen! #MadinahZiyarat #MadinahVlog #Umrah2026 #ZiyaratByBus #MasjidQuba #GhazwaEUhud #IslamicHistory #TravelVlog #MadinaSharif