Перейти к содержимому

V1 | We are going to Saudi Arabia | Our journey begins : 🇵🇰 ✈️ 🇸🇦

KK FAMILY SHOW

0:00 / 0:00

V1 | We are going to Saudi Arabia | Our journey begins : 🇵🇰 ✈️ 🇸🇦

1 769 просмотров · 11 дней назад
KK FAMILY SHOW
394 подписчика
1 769 просмотров · 11 дней назад
Assalam-o-Alaikum Everyone! 👋 Alhamdulillah, aaj ka din hamari family ke liye bohot hi barda aur khushi ka din hai kyun ke hum Saudi Arabia ke mubarak safar par rawana ho rahe hain. 🇵🇰✈️🇸🇦 Is vlog mein hum aap ke sath apne safar ki har ek khushi share kar rahe hain: ✨ Ghar par sab rishtedaron aur mehmano ki amad. ❤️ Sub ka hamy khushi se aur duaon ke sath airport ke liye rukhsat karna. ✈️ Allama Iqbal International Airport (Lahore) ka hamara mukammal safar aur check-in experience. 🛫 Saudi Airlines ka behtareen aur mazedaar airplane ka safar! Hum ne is safar ke har lamhe ko bohot enjoy kiya. Aap sub se guzarish hai ke video ko poora dekhein, hamy apni duaon mein yaad rakhein, aur video ko like aur share zaroor karein! Don't forget to SUBSCRIBE to our channel for upcoming beautiful vlogs from Saudi Arabia! 🔔