Ma Bimar Or Ghar Ke Kaam... Voice Over Beti Ne Kiya 💖🎙️
Mera Pyaara Ghar Aur Main
0:00 / 0:00
Ma Bimar Or Ghar Ke Kaam... Voice Over Beti Ne Kiya 💖🎙️
304 просмотра · 2 нед. назад
Mera Pyaara Ghar Aur Main
15 подписчиков
304 просмотра · 2 нед. назад
Assalam o Alaikum Pyari Family! 💕
Aaj ki video thodi different hai... 🤒
Main bimar thi aur ghar ke kaam reh gaye thay... Lekin meri pyaari beti ne sab sambhal liya! 🥺👧
Is vlog me beti ne hi voice over kiya hai 🎙️💖 Dekhiye kaise choti si beti ne bare dil ke saath ghar ko saaf suthra rakha, chai banai ☕ aur mama ka khayal rakha 🫶
Agar aapko beti ka ye pyaara andaaz pasand aaye to video ko LIKE 👍, SHARE aur SUBSCRIBE 🔔 zaroor kijiye!
Allah aap sab ko khush rakhe... Ameen 🤲✨
Aaj ke Vlog me:
🌸 Subah ki routine
🧹 Ghar ki safai
☕ Chai aur nashta
📒 Beti ki mehnat aur mohabbat
💌 Aap sab ke liye dua
Voice Over Credit: Beti Rani 👧🎤
#MomLife #FamilyVlog