ब्रिटिश शासन में शिक्षा का विकास With Trick✅ | चार्टर मैकाले वुड्स हंटर आयोग | WISDOMIQ247
Wisdom IQ 247
0:00 / 0:00
ब्रिटिश शासन में शिक्षा का विकास With Trick✅ | चार्टर मैकाले वुड्स हंटर आयोग | WISDOMIQ247
9 просмотров · 1 день назад
Wisdom IQ 247
50 подписчиков
9 просмотров · 1 день назад
Adhunik Bharat Ka Itihas - British Shasan Me Shiksha Ka Vikas Trick se yaad karo WISDOMIQ247 par Daily 07:00 AM
UPPSC Prelim UPPSC RO ARO OR BEO ke liye Sabse Mahatvapurn Topic
Is Video Me 4 Bade Ayog Charter Trick Se
1. 1813 - Charter Act - Pehla Budget
British Sansad ne 1 lakh rupya shiksha ke liye rakha Bharat me pehli baar
Trick - 13 ka 1 Lakh - 1813 me 1 Lakh ka Budget
2. 1835 - Macaulay Minute - Angreji Shiksha
Lord Macaulay ne kaha - Ek shelf Angreji kitaab poore Bharat ke granthon se behtar
Nimn Nispandan Siddhant Downward Filtration Theory - Upar se neeche shiksha jayegi
Lord William Bentinck Governor General tha
Trick - 35 me Macaulay
3. 1854 - Woods Dispatch - Shiksha ka Magna Carta
Sir Charles Wood ne bheja - Lord Dalhousie ke samay me
Calcutta Bombay Madras me 1857 me University khuli, Prathamik se Vishvavidyalaya tak shiksha
Angreji + Vernacular dono bhasha
Trick - 54 ka Wood - Magna Carta
4. 1882 - Hunter Commission - Hunter Aayog
Lord Ripon ke samay Sir William Hunter ke netritva me
Prathamik aur Madhyamik shiksha par focus, Sarkar seedhe shiksha nahi degi
Trick - 82 me Hunter ne Primary ko pakda
Super Trick Sab Yaad Karne Ka
Ch Ma Wo Hu - 13 35 54 82
Charter Macaulay Woods Hunter
Trick Vakya - Chaar Maal Wood ke Hunter ne maara
13 - Charter 1 Lakh
35 - Macaulay Angreji
54 - Woods University
82 - Hunter Primary
Har PYQ Cover - Woods Dispatch ko kya kehte hain, Macaulay Minute kab aaya, 1 lakh kab rakha gaya
WISDOMIQ247 Adhunik Bharat Ka Itihas Playlist jarur dekho
#BritishMeShikshaKaVikas #CharterAct1813 #MacaulayMinute1835 #WoodsDispatch1854 #HunterCommission1882 #AdhunikBharat #WISDOMIQ247 #ModernHistoryTrick #UPPSC #EducationDevelopment