Перейти к содержимому

Zamana Jali - Ahmad Shah - Urdu Rap

Ahmad Shah

0:00 / 0:00

Zamana Jali - Ahmad Shah - Urdu Rap

276 просмотров · 2 мес. назад
Ahmad Shah
53 подписчика
276 просмотров · 2 мес. назад
Written & Performed By - Ahmad Shah Prod - Kaalah Mix & Mastered By - Rayan Shah Connect on Social Instagram @ahmad_shah428 Lyrics- Ajj kal i thought like bohemia! Yeah zamana jaali hai Hukumat bnati hai mulk! Idr hakumat he mulk khaari hai Yeah kaise khumari hai Rishto ma ziada adakaari hai Maghaaz ma sirf kalaakari hai Ajj kal i thought like bohemia! Yeah zamana jaali hai Sabhi aik jaise Lekin badnaam zardaari hai Bhook insan ku khaari hai Or imdaad dollors mai ari hai, Baatien realistic Lekin!. Choro politics Khuabo se bari rakhi kuahishien or khuahishun ku rakhaa be lagam, Likh ke kabhi socha nai lafzoon ku bnaya nai ghulam, Tera bhai bussy boht bare khule hain kaam, Sarkari nokar ban ke larky banty hain khaan, Aik baat btata larky thy wo chaar, Aik chala gaya bhaar, Baki sab ne sab se khai khaar, Lekin bhaar wala raha sabka yaar, Samjhe baat? Paisa hai kamana toh bistar pe kia letay hu Kia shoqeen hu ju bare bare letay hu, Shah jee ap kia karty kia bhashan he sirf dety hu? Shah jee apne naam ka kamaty, Gany bhi banaty, Khuda ke elawa kisi ke agy hath nai philaty, Thank GOD! Khuda bara badshah, Wo Upar betha hum sab ku he janta, Ayee Zinadgee tjhse bare gilay par, Ajj sunun ga tu mjhse apne gilay kar, Hum musafir bane bethy yahan sab mout ke Dr nahi hai khuda ka darty sab mout se, Ju bhi keya wo keya sab shoq se, Khud ku Tabah bhi keya! Pr kisi ke nah jane pe chor ke, Baatien kalaakari, Raatien saza vali, Maine chora apna shehar seekhne nikla duniyadari Or yeah duniya mjhe btari Ke tu lary ga toh mare ga Dare ga toh chaly ga, Pr Ahmad tu chaly ga agr nai dare ga, Khushi se mare ga mgr lare ga, Kon phir? Agr zamana nai hase ga? Hook: Ajj kal i thought like bohemia! Yeah zamana jaali hai Hukaumat bnati hai mulk! Idr hakumat he mulk khaari hai Yeah kaise khumari hai Rishto ma ziada adakaari hai Maghaaz ma sirf kalaakari hai Ajj kal i thought like bohemia! Yeah zamana jaali hai Sabhi aik jaise Lekin badnaam zardaari hai Bhook insan ku khaari hai Or imdaad dollors mai ari hai, Mjhe Music pasand mjhe gany du nah Yaadien a rahien yaadien ane du nah Taveel hai yeah gham e sham thora nashy ma mnane du nah Lien jee Shah jee agaya ma mic pe, Lekin mere kisi se miltay nai hain zaichy, Peeth ke wo mar gaye khanjar, Ju kanjar kehny ku bhai thy, Dhoke ke elawa duniya tumhe khakh bhi nai degi, Tumhara takht bhi nai degi, Tumhara Haq bhi nai degi, Tumhe fuck bhi nai degi, Daulat hai jiske Adalat bhi ossi kee, Ghareeb toh phir duniya mukalaf bhi osse kee, Ju guzar gayee wo zindagee agy mout hai, Dr nai raha khuda ka Dillun mai mout ka sirf khoof hai, Yeah zamana jaali hai, Beat pe Kalakaari hai, Tujhe samjh aari hai? Teri wali ajj mera qu chbaarii hai? Yeah zamana jaali hai Ajj kal i thought like bohemia, Yeah zamana jaali hai. Zamana Jaali hai, (2) Qu Jee Shah jee yeah Zamana jaali hai? Zamana jaali hai (2) Han jee shah jee yeah Zamana Jaali hai!