Daaku - Ahmad Shah
Ahmad Shah
0:00 / 0:00
Daaku - Ahmad Shah
157 просмотров · 4 нед. назад
Ahmad Shah
53 подписчика
157 просмотров · 4 нед. назад
Marna Daka tu phir Mare Daaku,
Itna Afsurda nai ke Gham Bantu,
Shehar Taxila koi Wonder Land nai hai!
Idr Chalta Asla bhi or Churri Chaku,
Moasam Acha tu hum peety Makuu,
Han jee Shah jee Bolien Marien Daaka?
Humara yeah Zamana qu Hissab Lagata?
Larka Parhta hai Namazien bhi or Gany Gata!
Jisne jana tha woh chala gyaa!
Hum kehty nai ke Muur ke Ajaw,
Sath bethy ga tu Jane ga tu!
Alim nai hun lekin Elm Bantu,
Larky Lara nai tu Hare ga tu,
Wo bhi ayee ga waqt!
Baal khienche ga or apne sar pe mare ga tu,
Yani it's You vs You!
Khudhe se Hare ga tu,
Marna Daka tu phir Mare Daaku,
Itna Afsurda nai ke Ghaam bantu,
Shehar Taxila koi Wonder land nai hai!
Idr Chalta Asla bhi or Churri Chaaku,
Ass Pass Dhunde ga Sahare bhi tu,
Sahil pe Khara-Dhunde ga Kinare bhi tu,
Jane ga Khasare bhi tu,
Kabhi Bane ga naah!
Dubty ku wo tinke ka Sahara bhi tu!
Han jee Shah jee Bolien Marien Daaka?
Hamara yeah Zamana qu Hissab lagata?
Larka parhta hai Namazien bhi or Gany gata,
Jisne jana tha woh Chala gyaa!
Hum kehty nai ke Muur ke Ajaw,
Yeah Zamana qu Hissab Lagataw isku qu hai meri Fikr ab?
Mere leya mera Rab he sab,
Mera Gawah mera Raab!
Mera Waqt,
Rollay deekhy ga tu phnche ga naah mere taak!
Mera Shehar taxila!
Hum Rollo ma he bare hue,
Deekhe Chowk mai bhi fire Khulle hue,
Tu Deekhta hai meri Kalla! Mera maazi nai,
Mere Duu Yaar bethy Bhaar! Bacha Shehar mai koi Haami nai,
Mai Likhta hu Afsane! Koi kahani nai,
Mera Aik Dost!
Jisne Deekhi thi Jawani nai,
Urdu Raap- Daaku
Written & Performed by - Ahmad Shah
Mix-Master by Rayyan shah