Aaj Ke Vlog Mein 2-2 Kand Ho Gaye 😱😂।।। Dhumal Bhi Nahi Mila
yo_daddu_vlogs
0:00 / 0:00
Aaj Ke Vlog Mein 2-2 Kand Ho Gaye 😱😂।।। Dhumal Bhi Nahi Mila
36 просмотров · 2 нед. назад
yo_daddu_vlogs
128 подписчиков
36 просмотров · 2 нед. назад
Ram Ram Bhai Log ❤️🙏
Aaj ke vlog mein subah-subah hum log gadi dhone gaye the, lekin waha Mithe ke sath aisa seen ho gaya ki kya hi bataun 😂😱 Bhains ne Mithe ko daba diya tha!
Uske baad hum log Dhumal dekhne gaye, lekin waha pahuchkar pata chala ki Shyamli hi nahi lagi hai 🤣😂
Bhai aaj ke vlog mein full masti, comedy aur unexpected moments dekhne ko milenge ❤️
Video ko last tak dekhna aur comment karke batana ki aaj ka sabse funny seen kaun sa laga 😂
Video pasand aaye to Like 👍 Share ❤️ aur Channel ko Subscribe karke apne bhai ko support karna 🙏🔥
#DailyVlog #FunnyVlog #VillageVlog #DesiVlog #YoDadduVlogs