Перейти к содержимому

Veg Manchurian Recipe in Hindi | Restaurant Style Veg Manchurian at Home

Sandhyaa Singh 🧑‍🍳

0:00 / 0:00

Veg Manchurian Recipe in Hindi | Restaurant Style Veg Manchurian at Home

41 просмотр · 2 дн. назад
Sandhyaa Singh 🧑‍🍳
142 подписчика
41 просмотр · 2 дн. назад
"Jai Shree Ram dosto! Main hoon Aaradhya Singh, aur aap sabhi ka aapke apne channel 'The Ayodhya Rasoi' mein hardik swagat hai! Aaj ki is video mein hum banane ja rahe hain bilkul restaurant jaisi tasty, crispy aur juicy Veg Manchurian, wo bhi bahut hi aasan tarike se. Dhyan rahe dosto, isme sabjiyon ko zyada nahi pakana hai, sabjiyon ka wo halka sa crunch aana chahiye tabhi asli maza aayega! Video ko pura dekhein aur ghar par is lajawab recipe ko zaroor try karein. Agar aapko ye recipe pasand aaye toh video ko like karein, dosto ke sath share karein aur aise hi mazedaar videos ke liye channel ko subscribe zaroor karein! ❤️ #VegManchurian #ChineseFood #TheAyodhyaRasoi #ResturantStyle #DesiChinese #VegManchurianGravy #SnacksRecipe"