Travel from Austria to Germany by bus 🚌 | Germany border crossing | Gullu vlogs
Gullu Vlogs
0:00 / 0:00
Travel from Austria to Germany by bus 🚌 | Germany border crossing | Gullu vlogs
17 006 просмотров · 1 день назад
Gullu Vlogs
224 тыс. подписчиков
17 006 просмотров · 1 день назад
Aaj is video mein main Salzburg, Austria se bus ke zariye Germany ke shehar Freising ja raha hoon. Raaste mein Austria aur Germany ka border aata hai, jahan police ne naka lagaya hua tha. Us jagah us waqt ka maahol, road ka nazara, aur meri journey ka feel aap sab ke saath share kar raha hoon. Umeed hai aap ko Salzburg se Freising tak ka yeh safar aur border crossing ka scene pasand aayega.
#Salzburg #Austria #Germany #BorderControl #BusJourney #TravelVlog