13 Marla Par 6 Set | Girja Road Rawalpindi Mein Sasty Tareen Ghar | Bijli Pani Mojud
A zee property and constructions
0:00 / 0:00
13 Marla Par 6 Set | Girja Road Rawalpindi Mein Sasty Tareen Ghar | Bijli Pani Mojud
573 просмотра · 3 нед. назад
A zee property and constructions
6,42 тыс. подписчиков
573 просмотра · 3 нед. назад
13 Marla Par 6 Set Baraye Farokht - Girja Road Rawalpindi
Assalam-o-Alaikum Dosto! Aaj mein aap k liye le kar aaya hun Girja Road Rawalpindi ki behtareen location par 13 Marla par bane huay 6 set.
Property Ki Tafseelat:
Kul Raqba: 13 Marla
Total Set: 6 Set
Har Set Mein: Kamry Washroom, Kitchen
Bijli Pani Mojud
Gali: Khuli Aur Kushada
Tile Ceiling Ka Kaam
Full Tayyar Kar K Den Ge
Location:
Girja Road, Rawalpindi (Main Road K Qareeb)
School, Masjid, Market Paidal Faslay Par
Ye Property Investment K Liye Behtareen Hai, Mahana Acha Rent Aaye Ga.
Note: Ye Ghar Abhi Zair-e-Tameer Hain, Aap Apni Pasand Ka Color Aur Design Bhi Karwa Sakte Hain.
Mazeed Maloomat Aur Visit K Liye Rabta Karain.