Перейти к содержимому

Gur Wala Amla Murabba | Bina Cheeni Ke Sardi Special | Jaggery Amla Murabba Recipe

Naaz Ki piyari duniya

0:00 / 0:00

Gur Wala Amla Murabba | Bina Cheeni Ke Sardi Special | Jaggery Amla Murabba Recipe

12 просмотров · 4 дн. назад
Naaz Ki piyari duniya
12 просмотров · 4 дн. назад
Gur Wala Amla ka Murabba - Thandiyon Ka Superfood! Sardi aa rahi hai isliye maine banaya hai bina cheeni ke Gur wala Amla Murabba. Ye khane me bahut tasty hai aur immunity ke liye best hai. Samagri (Ingredients): Amla - 500 gram Gur (Jaggery) - 500 gram Elaichi - 3-4 Dalchini - 1 chhota tukda Saunf - 1/2 chammach Kala Namak - thoda sa Banane ka tarika video me bataya hai. Ye murabba bina fridge ke 2-3 mahine tak kharab nahi hota. Roz subah 1 amla khaye, sardi khansi se bache. Agar video pasand aaye toh LIKE, SHARE aur SUBSCRIBE karna mat bhuliyega. #amlmurabba #gurwalaamla #jaggeryamla #winterspecial #amlamurabbarecipe #naazkitchen