सोमनाथ मंदिर के आसपास में घूमने के प्रमुख स्थान | Somnath Mandir Yatra 2024| Shweta ka safar
Shweta ka Safar
0:00 / 0:00
सोमनाथ मंदिर के आसपास में घूमने के प्रमुख स्थान | Somnath Mandir Yatra 2024| Shweta ka safar
632 просмотра · 2 года назад
Shweta ka Safar
125 подписчиков
632 просмотра · 2 года назад
India mein total 12 Jyotiling hai, jisme Gujarat mein Somnath Mandir sabse purana aur first Jyotiling hai. Somnath me iske alawa bhi kafi saare mandir hai aur maine is video mein wo sabhi jagah share kiye hai.
Places to visit in Somnath-
Somnath Temple
Old Somnath Temple
Triveni Sangam
Ban Ganga
Bhalka Tirth
Golokdham Tirth
Somnath Beach
Somnath mein rukne ke liye Somnath Mandir ke trust ne yaha dharamshala banayi hai jiski online booking somnath.org se karni hoti 48 hrs pehle.
Pura Somnath ghumne k liye 1 din sufficient hota. Maine waha ghumne ke liye private auto kar liya tha jo 400-500 Rs mein sabhi points cover kar dete.
#somnath
#somnathmandir
#gujarat
#gujarattourism
#somnathgujarat
#shwetakasafar
#jyotiling
#somnathtouristplaces
#mumbaitosomnath