Перейти к содержимому

Questions & Answers | Maulana Ishaq | Fri-03022006-1 | Maulana Ishaq Official

Maulana Ishaq Official

0:00 / 0:00

Questions & Answers | Maulana Ishaq | Fri-03022006-1 | Maulana Ishaq Official

3 620 просмотров · 8 лет назад
Maulana Ishaq Official
10 тыс. подписчиков
3 620 просмотров · 8 лет назад
#MaulanaIshaqOfficial #MaulanaIshaq Title : Questions & Answers | Maulana Ishaq | Fri-03022006-1 | Maulana Ishaq Official 00:00 : - Aqeeqa kya hai aur uskay masail. Makkah kese aabad hua, Amma Hajrah aur Hazrat Ismail ka qissa. Hazrat Ismail ki umar 13 saal thi jub unko zibah ke liye hukam aaya tha. 08:24 : - Bacha maa ke pait me agar mar jaye to usko kahan dafan karna chahiye. 4 maheenay tak ke bachay ka janaza parhna chahiye. 10:19 : - Aqeeqay ke gosht ke masraf konsay hain. Agar koi 7th din aqeeqa na kar saka to kya bad me kar lay. 11:35 : - Hazrat Umar ne khilafat cheen lenay walay groh ki nishandahi ki thi. Hazrat Umar ne kin 6 sahaba ki committee banai thi. Ashra mubashira kon han. Okasha bin maysom 70,000 jannati sahaba me shamil thay. 13:41 : - Ya ali madad kehna kasa he. Ahle bait k naam k sath as kehna kasa he. Hazrat abu bakar or hazrat umar ko as kehnay ka sabot. Wahdat e ummat ka bayan. 15:26 : - Ahle tashee ke salaam karne ka tareeqa. Aagha khani aur ahle tashee me faraq. 16:45 : - Ghair e sahabi ke sath razi Allah or Rehmat Allah kehna chahiye. 17:30 : - Ahle tashee wadu me sar aur paon ka masah kion kartay hain. Quran me sirf masah karnay ka bayan hai. 3 sahaba masah k qail thay. Sheikh akbar ka sar ka masah karnay par moqaf or 4 mukhtalif groh. 21:02 : - Iran me islami inqilab par tabsarah. Imam khomaini ki wafat ka bayan. Gul paye gani aalim e deen ke risalay mujalla ka zikar. Imam bokhari ki wafat ka bayan. 24:06 : - Manzoor ahmad nomani aur mujahid hussaini ki kitabon ka hawala. Syed hasan nadwi ka manzoor nomani se narazgi ka bayan. Maulana karbala ka waqia kion bayan karte thay. Ateeq ul rehman ka zikar. Khilfat aur allama iqbal ki poetry. Maulana sub tareeqon se namaz parhtay thay aur uskay dalail. 29:45 : - Islami hakoomat ka election kese hota hai. Hazrat Umar ne kin logon ke baray me khabardar kia tha. Munafiqon ko ummat me se kion nahi nikala jata. Hazrat Obada Bin Samat ka hazrat muavia se jhagra. Hazrat Usman ka daur e khilafat. Nabi (SAW) ne Amar Bin Aas ko ghazwa e salasal me ameer bana kar bheja tha. Amar Bin Aas ka Hazrat Abu Obaidah Bin Jarah se jhagra. Hazrat Khalid Bin Waleed ne musalmano ka poora qabeela qatal kar dia tha. Hazrat Umar ne Hazrat Khalid Bin Waleed ko kion mazool kia tha. Hazrat Usman ke qatil kon thay. 38:09 : - Hazrat Ali ne Hazrat Usman ke governers ko mazool kar dia tha. Jang e jamal ka baya. 38:09 : - Shia hazraat sheikhain ko kion bura bhala kehte hain. Hazrat Usman ki aik be adbi ka zikar. 42:00 : - Hazrat Ali ka daur e khilafat. 43:25 : - Maulana ishaq hi shia sunni ka jhagra khatam kar saktay thay. Shaikhain ka daur e khilfat. Abbazi firqay ka Abdullah bin wahab ko khalifa manna. Abdullah bin saba kon tha. Umar bin abdulaziz ka bayan. Hazrat Ali par minbaron par laanat ka baya. Note : On this channel, the lectures of Maulana (R.A) are uploaded in an order and this is the official channel of Maulana Ishaq (R.A).