Urdu Padhna Aur Likhna Seekhein: Jazam ( ْ ) Se Shabd Banane Ka Secret Formula
SAFINA USTAANI и MASHKE URDU
0:00 / 0:00
Urdu Padhna Aur Likhna Seekhein: Jazam ( ْ ) Se Shabd Banane Ka Secret Formula
4 369 просмотров · 2 нед. назад
SAFINA USTAANI и MASHKE URDU
4 369 просмотров · 2 нед. назад
Urdu Me Jazam (Sukoon) Ka Sahi Istemaal | 'Dil', 'Sar', 'Chup' Aur 'Maktab' Likhna Seekhein
Is video mein hum seekhenge ki Urdu mein Jazam ( ْ ) yani Sukoon ka istemaal kab aur kaise kiya jata hai. Jazam aur Saakin (Majzoom) ki pehchan kaise karein aur shabdon ko aasan tareeqe se jodkar kaise padhein aur likhein.
Iss class mein 'Dil' (دل), 'Sar' (سر), 'Chup' (چپ) aur 'Maktab' (مکتب) jaise shabdon ke zariye Jazam ke aasan niyam samjhaye gaye hain.
📌 Video Highlights:
00:00 - Introduction: Jazam Wale Alfaz
00:22 - 'Dil' (دل) Likhna Aur Saakin Ki Pehchan
01:50 - 'Sar' (سر) Likhne Ka Sahi Niyam
02:50 - 'Chup' (چپ) Me Jazam Ka Istemaal
04:00 - Important Word: 'Maktab' (مکتب) Me Do Saakin Harf
05:18 - Urdu Writing Ka Zaroori Niyam
Agar aap shuruat se aasan tareeqe se Urdu padhna aur likhna seekhna chahte hain, toh video ko like karein, share karein aur channel ko zaroor Subscribe karein!
#UrduGrammar #LearnUrdu #Jazam #UrduPadhnaSikhe #UrduWriting #SafinaUstaani