200 Saal Purana Railway Station Dekh Kar Mein Hairan Reh Gaya 😱🔥💯.
Ubaid hafeez
0:00 / 0:00
200 Saal Purana Railway Station Dekh Kar Mein Hairan Reh Gaya 😱🔥💯.
64 просмотра · 2 мес. назад
Ubaid hafeez
293 подписчика
64 просмотра · 2 мес. назад
Aaj ke vlog mein main aapko ek aisi tareekhi jagah dikhane le kar gaya jahan taqreeban 200 saal purana Railway Station aaj bhi mojood hai. 🚂😱
Lekin waqt ke saath is purani imarat ka kya haal hua, ye dekh kar main khud hairan reh gaya. Tooti hui deewarein, purani khirkiyan, giri hui chhat, jang lagi railway line aur har taraf ugti hui ghaas is jagah ko ek ajeeb aur pur-asrar manzar bana rahi thi. 🌿🏚️🔥
Vlog mein aapko is purane Railway Station ka poora manzar aur is ke aas paas ka khoobsurat environment bhi dekhne ko milega.
Video ko end tak zaroor dekhna aur comment mein batana ke aapko ye 200 saal purani jagah kaisi lagi. ❤️ok.
#200YearsOldRailwayStation #OldRailwayStation #HistoricalPlace #PakistanVlog #TravelVlog #Vlogging