Hamare Ilake Mein Achanak Sailab a gia😭! Logon Par Musibat Ka Pahar Toot Para😰۔
Ubaid hafeez
0:00 / 0:00
Hamare Ilake Mein Achanak Sailab a gia😭! Logon Par Musibat Ka Pahar Toot Para😰۔
127 просмотров · 3 месяца назад
Ubaid hafeez
293 подписчика
127 просмотров · 3 месяца назад
🌧️ Hamare Ilake Mein Shadeed Barish Aur Sailab | Ground Report
Assalam-o-Alaikum dosto! 🤝
Is vlog mein main aap ko hamare ilake ki asal surat-e-haal dikhane le kar gaya hoon. Musalsal kai dino ki shadeed barish ke baad dariya overflow ho gaya aur pani kai ilaqon tak pohanch gaya😰. Kai gharon, dukanon aur maweshiyon ko nuqsan pohancha aur log bohat mushkil surat-e-haal ka samna kar rahe hain.
Is video mein aap dekhenge:
✅ Pani kahan tak pohanch chuka hai
✅ Ground report aur asal manzar
✅ Logon ko pesh aane wali mushkilat
Agar video pasand aaye to Like, Comment, Share aur Channel ko Subscribe zaroor karein.ok 👍💯. Allah Ta'ala tamam mutasireen ki hifazat farmaye aur un ke liye aasani paida kare. Ameen.
#Flood #Sailab #HeavyRain #Pakistan #GroundReport #Dariya #Vlog