Перейти к содержимому

Masala Chicken Recipe | Dawat Style Chicken Masala Curry

Sameen Samrah's Kitchen

0:00 / 0:00

Masala Chicken Recipe | Dawat Style Chicken Masala Curry

44 просмотра · 9 дн. назад
Sameen Samrah's Kitchen
103 подписчика
44 просмотра · 9 дн. назад
Assalamoalaikum Friends! Ajj main aapke sath share kar rahi hun boht hi mazedar aur asan Masala Chicken ki recipe. Agar aapke ghar achanak mehman ajayein ya kuch bht hi lazeez khanay ka dil kare, toh yeh recipe zaroor try karein. Boht hi aam masalon se banti hai lekin iska zaiqa bilkul dawat jaisa hota hai! Aap isay roti, naan, ya chawal ke sath serve kar sakte hain. Recipe achi lagay toh video ko LIKE aur channel ko SUBSCRIBE zaroor kijiye ga! Ingredients (Azaa): • Chicken (Murgi) • Onions (Pyaz) • Tomatoes (Tamatar) • Ginger Garlic Paste (Adrak Lehsun) • Spices (Namak, Mirch, Haldi, Dhania Powder) • Fresh Cream / Dairy Cream (For final touch) • Green Chillies & Coriander (Hari Mirchein aur Dhania for garnishing) #MasalaChicken #ChickenRecipe #SameenSamrahsKitchen #ChickenMasala #EasyChickenRecipe #ChickenGravy #PakistaniFood #CookingVideo #ChickenCurry