ڈھابہ اسٹائل چکن کڑاہی | Dhaba Style Chicken Karahi Recipe
Food Menu
0:00 / 0:00
ڈھابہ اسٹائل چکن کڑاہی | Dhaba Style Chicken Karahi Recipe
80 просмотров · 4 дн. назад
Food Menu
1,27 тыс. подписчиков
80 просмотров · 4 дн. назад
ڈھابہ اسٹائل چکن کڑاہی | Dhaba Style Chicken Karahi Recipe
Dhaba Style Chicken Karahi ghar par banayein, bilkul dhaba wale zaiqay mein!
Is video mein channel foodmenu4u ki aasan recipe dekhein.
INGREDIENTS:
Chicken: 1 kilo
Tamatar: 4 adad
Lehsan ka paste: 1 khane ka chamach
Adrak ka paste: 1 khane ka chamach
Dahi: 1 cup
Namak: 1 chai ka chamach
Koti hui lal mirch
Haldi
Safed zeera: 1 khane ka chamach
Sookha dhania: 1 khane ka chamach
Taza koti hui kali mirch
Hari mirch
CHEF TIP:
Aanch tez rakhein.
Yehi dhaba style ka asal raaz hai.
LIVE STREAM:
Main har Budh shaam 6 baje live aati hoon.
Apne cooking ke masail live poochein, main live mein jawab doongi.
Lekin rishte ke masail mat poochiyega, main rishte karwane wali aunty nahi hoon!
Aisi aur recipes ke liye foodmenu4u ko subscribe karein.
Video ko like karein.
Comment mein batayein ke agli video mein kaun si dish dekhna chahte hain.
foodmenu4u par milte hain agli dish ke saath!
#DhabaStyleChickenKarahi #ChickenKarahi #foodmenu4u
#pakistanifood #cookingvideo