Перейти к содержимому

“Meri Bakriyon Ko Kya Ho Gaya? 😰 Kuch Bhi Nahi Kha Rahi!” Ab kia ho ga😭.

Ubaid hafeez

0:00 / 0:00

“Meri Bakriyon Ko Kya Ho Gaya? 😰 Kuch Bhi Nahi Kha Rahi!” Ab kia ho ga😭.

495 просмотров · 1 месяц назад
Ubaid hafeez
293 подписчика
495 просмотров · 1 месяц назад
Aaj ka vlog bohat hi interesting aur thora pareshan karne wala raha! 🐐❤️ Subah nashta karne ke baad main apni bakriyon ko baandhne gaya, lekin wahan ja kar dekha ke meri bakriyan kuch bhi nahi kha rahi thin. 😰 Phir unhein medicine deni thi, jismein noon, namak aur ajwain shamil thi. Lekin bakriyon ko control karke medicine dena bilkul bhi asaan Aakhir ek larkay ki madad leni pari aur badi mushkil se bakriyon ko medicine di. 🐐💊 Iske baad hum bazaar ki taraf gaye jahan funny shooting, behind-the-scenes aur mazedaar moments bhi record kiye. 😂🎥 Video ko end tak zaroor dekhein aur comment mein batayein ke aapko vlog ka kaunsa part sab se zyada pasand aaya. ❤️ Agar video pasand aaye to Like 👍, Comment 💬 aur Channel Subscribe 🔔 zaroor karein. #Bakri #GoatVlog #VillageVlog #DesiVlog #FunnyVlog #GoatCare #DailyVlog #BehindTheScenes