Перейти к содержимому

Aloo Samosa Recipe | Bazar Jaisa Crispy Samosa | Freeze Karne Ka Tarika

HMS Aesthetic

0:00 / 0:00

Aloo Samosa Recipe | Bazar Jaisa Crispy Samosa | Freeze Karne Ka Tarika

518 просмотров · 2 нед. назад
HMS Aesthetic
87 подписчиков
518 просмотров · 2 нед. назад
Aloo Samosa Recipe | Bazar Jaisa Crispy Samosa Ghar Par | Freeze Karne Ka Tarika Aaj ki video mein hum banayein ge zabardast crispy aloo samosa, bilkul halwai style mein! Agar aap ke samosay khasta nahi bante ya folding mein masla hota hai, to ye video aap ke liye hai. Is video mein hum seekhein ge: ✅ Samosa patti (dough) banane ka sahi tarika ✅ Perfect aloo ki filling ✅ Folding aur frying ke tips ✅ Bonus: samosay freeze kar ke kaise rakhein ✅ Bonus idea: samosa patti ka istemal aur kahan kar sakte hain Iftaar party ho ya shaam ki chai, ye samosa recipe sab ka dil jeet legi! Chapters: 0:00 Intro 0:30 Samosa patti Ata 1:49 Samosa filling 3:53 Samosa patti 4:44 Samosa shape 5:57 Bonus tip 6:19 Bonus idea 6:46 Samosa frying 7:10 Final look Agar recipe pasand aayi to like aur subscribe zaroor karein. Agli video mein konsi recipe chahiye, comment mein batayein. #AlooSamosa #SamosaRecipe #SamosaPatti