Перейти к содержимому

Part 3. Sher kaise likhe, pehla dars.

Shahid Khan

0:00 / 0:00

Part 3. Sher kaise likhe, pehla dars.

8 447 просмотров · 9 л. назад
Shahid Khan
5,16 тыс. подписчиков
8 447 просмотров · 9 л. назад
part 3. sher kaise likhe, pehla dars. is video me aasan tareeke se bataya gaya hai ke sher ke alfaz ki takhti kaise karna hai, ham jo BAH'R use karne wale hai uska name hai mafa ilun mafa ilun mafa ilun mafa ilun مفا علن مفا علن مفا علن مفا علن ye sher ka wazan hai yaani ham sher ke liye jo bhi line likhenge wo is behr ki qaid me aani chahiye taaki uska wazan barabar ho aur padhne wala bhi ba aasani padhe aur sunne wale ko bhi maza aai. agar isse mutaliq koi bhi sawal ho to comment kaijiye ya mujhe mail kijiye shahidkhanformn@gmail.com agar kuchh samajh na aay to comment zaroor kare aur agar koi apna mashwara dena chahe to wo bhi be baaki se comment kare. SHUKRIYA #sher kaise likhte hai #takhti kaise kare #Behr kaise banai #sher me wazan kaise laate hai #sher likhne ka sahi tarika #Fann e shairy #how to write a couplet in urdu #grammer of urdu couplet or shairy.