Перейти к содержимому

Part 2 || Podcast with Maulana Yahya Nomani Sb || Maulana Ameer Hamza Qasmi || Ep:16 ||

ISLAH FOR YOUTH и Maulana Yahya Nomani Official

0:00 / 0:00

Part 2 || Podcast with Maulana Yahya Nomani Sb || Maulana Ameer Hamza Qasmi || Ep:16 ||

2 888 просмотров · 4 месяца назад
ISLAH FOR YOUTH и Maulana Yahya Nomani Official
2 888 просмотров · 4 месяца назад
PART : 01 👇👇    • EP:16| Podcast with Maulana Yahya Nomani| ...   Hamara YouTube channel aapke liye deeni rehnumai aur Islami ta'leemat ko aam karne ka ek munfarid (unique) platform hai. Is channel ka maqsad Qur'an-o-Sunnat ki roshni mein zindagi ke masail ka hal pesh karna aur deen ke mukhtalif pehluon ko aasaan aur aam feham (easy to understand) andaaz mein bayan karna hai. ​Khusoosan, Ahle Sunnat Wal Jamat ke aqaid aur nazariyat ki tarweej (promotion), dalail ke saath shubhat (doubts) ke aasaan aur itminan-bakhsh jawab de kar ummat ke naujawanon ke deen ki hifazat karna hamara ahem maqsad hai. ​PODCAST🎙: Hamare podcasts mein me'yari Guftugu aur Ahem Topics par behas ki jati hai, jis mein Ulama-e-Kiram aur deeni mahireen shamil hote hain taake sunne walon ko deen ki gehraiyon se rooshnaas (introduce) karaya ja sake. ​Hamara Maqsad: Aapki deeni rehnumai ke saath saath aapke sawalat ke jawab dena aur Deen-e-Islam ke paigham ko aam karna hai. ​Hamare channel ko subscribe karein aur deeni taleemat se faizyab hon #podcast