Matar Chawal, Hare Dhaniye Ki Chutney Aur Kheera Pyaz Ka Salad | 10 Min Me Poori Thali Ready
Mehnaz zaika Delhi
0:00 / 0:00
Matar Chawal, Hare Dhaniye Ki Chutney Aur Kheera Pyaz Ka Salad | 10 Min Me Poori Thali Ready
48 просмотров · 2 нед. назад
Mehnaz zaika Delhi
29 подписчиков
48 просмотров · 2 нед. назад
Aaj banate hain ghar ke simple chawalon se ekdum chatpati thali - khile khile matar chawal, teekhi hari chutney aur kheera pyaz ka salad. Roz ke khane ke liye best hai.
Ingredients--- MATAR CHAWAL KE LIYE ---
1. Chawal - 1 katori
2. Matar - Aadha katori
3. Pyaz - 1 chota
4. Tel / Ghee - 2 chamach
5. Jeera - 1 chota chamach
6. Namak - Swaad anusar
7. Haldi - 1/4 chamach
8. Paani - 2 katori
-- HARI CHUTNEY KE LIYE --
1. Hara Dhaniya - 1 muthi
2. Hari Mirchi - 2
3. Lehsun - 2 kali
4. Nimbu - Aadha
5. Namak - Thoda sa
6. Paani - 2 chamach
-- SALAD KE LIYE --
1. Kheera - 1
2. Pyaz - 1
3. Tamatar - 1
4. Nimbu - Thoda sa
5. Namak aur Kaali Mirch
#chawalrecipe #matarchawal #ricerecipe #vegthali #chutneyrecipe #saladrecipe #indianthali #leftoverrice #lunchrecipe #mahnazkitchen, trending viral recipe#vegetarian non vegetarian recipe
mehnaz zaika Delhi 😋