Don't go to Sector 10 Ramleela before watching this! 🛑 Sector 3 Tadka Vadh was EPIC! Raw experience
Priyanka & Aman Unplugged
0:00 / 0:00
Don't go to Sector 10 Ramleela before watching this! 🛑 Sector 3 Tadka Vadh was EPIC! Raw experience
250 просмотров · 9 дней назад
Priyanka & Aman Unplugged
29 подписчиков
250 просмотров · 9 дней назад
Namaste Dosto! 🙏🏼
Aaj ke is vlog mein hum gaye the Dwarka ki famous Ramleela dekhne, par experience jaisa socha tha waisa bilkul nahi raha! Pehle hum pahuche Sector 10 Dwarka, lekin wahan ground mein poora kichad aur pani bhara hua tha. Sach bataun toh wahan jaa kar kafi disappointment mili. 😔
Par humne himmat nahi haari aur plan change karke nikal gaye Sector 3 ki Ramleela mein! Aur bhai, wahan jo 'Tadka Vadh' chal raha tha... kya energy thi wahan ki! 🔥 Wahan sach mein bahut maza aaya aur saari disappointment door ho gayi.
Is video mein dekhiye dono jagah ka sach aur humara poora experience. Video ko end tak zaroor dekhna!
👇 Support & Connect:
Agar aapko yeh video thodi si bhi pasand aayi ho toh please is video ko LIKE zaroor karein! Apne dosto ke sath SHARE karein aur aise hi mazedaar vlogs ke liye channel ko SUBSCRIBE karna bilkul mat bhoolna. Aapka ek subscribe aur like humein aisi hi aur videos banane ke liye bahut motivate karta hai! ❤️
Comment karke batayein aapne is saal kahan ki Ramleela dekhi?
#DwarkaRamleela #RamleelaVlog #TadkaVadh #delhiramleela #dwarkasector10 Sector10 #Sector3Dwarka #delhivlogger #hindivlog #ramleela2026 #KichadAurMaza