Bohat Arsay Baad Meri Dost Aa Rahi Hai 🥹❤️ | Special Day at Home | Daily Vlog
Daily life with Aine khan
0:00 / 0:00
Bohat Arsay Baad Meri Dost Aa Rahi Hai 🥹❤️ | Special Day at Home | Daily Vlog
200 просмотров · 3 нед. назад
Daily life with Aine khan
76 подписчиков
200 просмотров · 3 нед. назад
Assalam-o-Alaikum everyone! ❤️🥰
Welcome back to my channel, Daily Life With Aine Khan! 🌸
Aaj ka din mere liye bohat special hai kyun ke bohat arsay baad meri dost mujhse milne aa rahi hain. ❤️ Is liye aaj ghar ki cleaning ki, room ki sitting set ki aur mehmaan-nawazi ke liye chicken pulao, dahi bhalay aur drinks ki preparation ki. 🥰
Aaj ke is simple se home vlog mein meri daily routine aur ghar ki tayyari dekhein. Umeed hai aap sab ko mera vlog pasand aayega. 💕
Agar vlog achha lage toh video ko Like karein, apni raaye Comment mein batayein aur mere channel ko Subscribe karna na bhoolein. ❤️
Thank you so much for watching! 🌷