Перейти к содержимому

सिर्फ 5 मिनट में बिल्कुल मार्केट जैसी समोसे की लाल चटनी बनाइए घर पे | Red Chutney #thekitchenroom07

Thekitchenroom07

0:00 / 0:00

सिर्फ 5 मिनट में बिल्कुल मार्केट जैसी समोसे की लाल चटनी बनाइए घर पे | Red Chutney #thekitchenroom07

243 просмотра · 2 нед. назад
Thekitchenroom07
51 подписчик
243 просмотра · 2 нед. назад
Halwai Jaisi Samose Wali Secret Laal Chutney Ghar Par Banayein! 🍅✨ Hello Friends, Welcome to The Kitchen Room 07! ❤️ Aaj ke is video me maine aapke saath share ki hai Samose wali Khatti-Meethi aur Teekhi Red Chutney ki recipe. Yeh desi street food-style chatni sirf 5 minute mein tayar ho jaati hai aur aapke samosa, kachori aur pakoron ka maza dugna kar degi! Agar aapko bazaar jaisi perfect red chutney ghar par banani hai, to video ko bina skip kiye poora dekhein. Agar recipe pasand aaye to video ko LIKE aur channel ko SUBSCRIBE zaroor karein! 🔔 🛒 INGREDIENTS (Samagri): Imli ka pulp (Tamarind) Cheeni (Sugar) Kashmiri Laal Mirch Powder (Acha rang aur teekhepan ke liye) Kala Namak (Black Salt) Namk (salt) Chaat masala Corn flour / Arroot (Chutney ko gaada karne ke liye) 🍽️ Best Served With (Kiske saath khayein): ✔ Garam-Garam Samosa & Kachori ✔ Aloo Pakora & Onion Bhajiya ✔ Papdi Chaat & Dahi Vada ✔ Bread Pakora & Rolls #samosachutney #redchutney # #viralvideo #recipe #youtube #chutneyrecipe #streetfoof #cooking #thekitchenroo07