Перейти к содержимому

EASIEST Paneer Masala Puri | पनीर मसाला पूरी | Crispy & Tasty Paneer Puri Recipe

Ragini's Food Mantra

0:00 / 0:00

EASIEST Paneer Masala Puri | पनीर मसाला पूरी | Crispy & Tasty Paneer Puri Recipe

123 просмотра · 2 нед. назад
Ragini's Food Mantra
52 подписчика
123 просмотра · 2 нед. назад
EASIEST Paneer Masala Puri | पनीर मसाला पूरी बनाने का सबसे आसान तरीका 😋 Aaj main aapke liye layi hu bilkul halwai style, fuli-fuli aur khasta Paneer Masala Puri ki recipe. Ye puri 10 minute me ban jati hai aur bahut hi tasty lagti hai. Ek baar khaoge to baar-baar banaoge! Khaas Baat: Ye Paneer Masala Puri kisi bhi sabji, chhole, aalo ki sabji ya achar-chutney ke saath ekdum PERFECT lagti hai! Breakfast ho ya dinner, iska maza har combination me dugna ho jata hai. Ingredients (सामग्री): Paneer ( पनीर) Wheat flour (गेहूं का आटा) Carom seeds ( अजवाइन) Dried Fenugreek Leaves (कस्तूरी मेथी) Salt (नमक) Mix Masala (मिक्स मसाला) Oil (तेल) Method: Video me step by step bataya hai, pura dekhein! Agar recipe pasand aaye to LIKE, SHARE aur SUBSCRIBE karna na bhulein. #paneermasalapuri #paneerpuri #masalapuri #purirecipe #paneerrecipe #chholepuri #breakfastrecipe #eveningsnacks #easyrecipe #indianrecipes #food