Перейти к содержимому

त्रिकोणमिति के सिद्ध करने वाले प्रश्न | prashnawali 8.4 class 10th maths | trigonometry identities

Explain To You ~ Suman Mishra

0:00 / 0:00

त्रिकोणमिति के सिद्ध करने वाले प्रश्न | prashnawali 8.4 class 10th maths | trigonometry identities

781 просмотр · 2 дня назад
Explain To You ~ Suman Mishra
2,16 тыс. подписчиков
781 просмотр · 2 дня назад
त्रिकोणमिति के सिद्ध करने वाले प्रश्न | prashnawali 8.4 class 10th maths | trigonometry identities namaste doston aaj ke maths ke lecturer mein humlog class 10th ke most important topic trigonometry (त्रिकोणमिति) ke sidhh karne wale questions ko solve karna sikhenge doston trigonometry ncert maths class 10th ka bahut hi useful aur helpful chapter hai kyuki har saal trigonometry class 10 maths ke chapter 8 ke exercise 8.4 se 5 marks mein ek question bihar board exams mein puchha hi jata hai jisme hame trigonometry ke identities ko proved karke dikhana hota hai. is video mein maine chapter 8 ke exercise 8.4 ke question number 5 ke 6th part ko proved karke bataya hai aur bahut hi simple tarike aur aasan method se aap trigonometry identities ko sidhh karna sikh jaoge is video mein to ye video aapke liye bahut khas hai aur cbse ke students ke liye bhi kafi important hoga aur is video mein aaplog sikhoge trigonometry formula, trigonometry ke sidhh karne wale prashan, trikonmiti ke identities ko proved kaise karte hain etc to video ko last tak jarur dekhiyega doston aapko trigonometry ko samjhne ya phir trigonometry ke sidhh karne wale prashno ko samjhne mein koi bhi problem nahi hogi aur aap bahut hi simple tarike se isko samjh jaoge to mai isi tarike se aapke liye hamesha maths ke informative videos late rahungi thank you . agar meri video aapko achhi lagti hai to video ko please ek like aur ek share jarur kijiyega aur haan agad Aap mere channel explain to you par pahli baar aaye ho to please ek baar channel ko bhi jarur subscribe kar lijiyega. Like | Share | Subscribe about this video:- trigonometry maths class 10 trikonmiti class 10 maths ncert maths class 10 cbse maths class 10 trigonometry trigonometry formulas trikonmiti ke sutra trigonometry identities class 10 maths trigonometry ncert maths class 10 chapter 8 prashnawali 8.4 q no 5 ka 6 trigonometry identities in hindi trikonmiti ke sidhh karne wale prashn maths class 10 trigonometry solutions exercise 8.4 trigonometry class 10th chapter 8 class 10th trigonometry identities trikonmiti maths class 10th ncert trikonmiti ke sawal #trigonometryclass10 #trikonmitimathclass10 #trigonometry #class10 #ncertsolutions #trikonmiti_ke_sidhh_karne_wale_prashn #class10maths #biharboard #maths #education #trigonometryidentities #ncert #biharboard2027