Mazedar Daal Chawal Recipe 🍲 | Sada Aur Asan Daal Chawal Banane Ka Tarika
cooking with Aneela🤍
0:00 / 0:00
Mazedar Daal Chawal Recipe 🍲 | Sada Aur Asan Daal Chawal Banane Ka Tarika
38 просмотров · 2 нед. назад
cooking with Aneela🤍
105 подписчиков
38 просмотров · 2 нед. назад
Assalam-o-Alaikum Pyari YouTube Family! ❤️
Aaj hum bana rahe hain bohot hi sada, asan aur mazedar Daal Chawal! Ghar par jhatpat tayar hone wali yeh recipe lunch ke liye best hai. Iss video mein hum ne bataya hai Daal ki achi preparation, Zeera Rice aur lajawab Lehsan Tadka ki secret recipe.
Ingredients (Azaa):
Daal (1 Cup)
Tamatar (2 bade) & Pyaz (1)
Lehsan, Zeera, Namak, Halka Salan Masala & Garam Masala
Chawal, Tail aur Pani
Agar aapko yeh recipe pasand aaye toh video ko LIKE karein, SHARE karein aur humare channel Cooking with Aneela ko SUBSCRIBE zaroor karein! ❤️#CookingWithAneela #DaalChawal #DaalTadka #ZeeraRice #EasyRecipe #HomeMadeFood #UrduRecipe