नवरात्रि के 9 दिन, 9 चमत्कारी उपाय | धन, सुख और मनोकामना | Samvad With Tiwari G
Samvad With Tiwari G
0:00 / 0:00
नवरात्रि के 9 दिन, 9 चमत्कारी उपाय | धन, सुख और मनोकामना | Samvad With Tiwari G
2 630 просмотров · 13 дней назад
Samvad With Tiwari G
5,99 тыс. подписчиков
2 630 просмотров · 13 дней назад
Navratri sirf Maa Durga ki upasana ka parv nahi, balki Maa ki 9 Shaktiyon ki puja, sadhna aur adhyatmik urja se juda ek bahut hi vishesh samay hai.
Is Navratri Special Podcast mein Samvad With Tiwari G par Navratri se jude kai important topics ke baare mein detail mein baat ki gayi hai.
Is Podcast mein jaaniye:
🔱 Navratri ke 9 din ka kya mahatva hai?
🌺 9 din kis din kis Devi ki puja ki jayegi?
🙏 Kalash Sthapna ka Shubh Muhurat kya hai?
🪔 Kalash Sthapna kaise karni chahiye?
📿 Navratri ki Puja Vidhi aur Vidhan kya hai?
✨ Navratri mein kiye jaane wale vishesh upay
💰 Dhan Prapti ke upay
💸 Karz se Mukti ke upay
🌟 Navratri ke dauran kin baaton ka dhyan rakhna chahiye?
🔱 Navratri aur Maa Durga ki upasana ka adhyatmik mahatva
Guest: Astrologer Anshu Malhotra
IN THIS PODCAST
00:00 – Navratri ki shuruaat aur Mata ki sawari
03:00 – 2026 ki Navratri kyun khaas hai?
05:00 – Kalash Sthapana ka Shubh Muhurat
08:00 – Navratri aur 9 Grahon ka sambandh
12:00 – Vivah mein aa rahi rukawat ka upay
16:00 – Santan prapti ke liye upay
20:00 – Karz se mukti ka upay
24:00 – Durga Saptashati Path ka mahatva
28:00 – Navratri mein kaunsi Sadhana karein?
32:00 – Kanya Pujan aur uske niyam
35:00 – Kalash Sthapana ki sahi vidhi
38:00 – Akhand Jyot mein shahad chadhane ka upay
39:00 – Apna ghar paane ka Navratri upay
40:00 – Navratri mein kin baaton ka dhyan rakhein?
42:00 – Periods mein Navratri Puja kaise karein?
44:00 – Vijay Dashami ke khaas upay
45:00 – Dhan aur Samriddhi ke liye Dussehra upay
47:00 – Podcast ka Samapan
Agar aap bhi is Navratri Maa Durga ki puja aur sadhna sahi vidhi aur shraddha ke saath karna chahte hain, to is Podcast ko poora zaroor dekhein.
🎙️ Samvad With Tiwari G
Dharm | Adhyatm | Jyotish | Sanatan Parampara | Spiritual Knowledge
Agar video pasand aaye to Like 👍 | Share ↗️ | Subscribe 🔔 zaroor karein.
Disclaimer: Is video mein di gayi jaankari dharmik, jyotishiya aur paramparik manyataon par aadharit hai. Kisi bhi upay ko apni shraddha aur vivek ke anusaar hi apnayein.
#Navratri #NavratriSpecial #MaaDurga #NavDurga #NavratriPuja #KalashSthapna #NavratriUpay #KarzMukti #DhanPrapti #DurgaPuja #ShubhMuhurat #SamvadWithTiwariG #TiwariG #SanatanDharma