Перейти к содержимому

Aaj Bachon Ke liye Banai Mutton Karahi & Chicken Karahi | Bachpan Ki Haseen Yaadein

Nayaab Zamaney Vlogs

0:00 / 0:00

Aaj Bachon Ke liye Banai Mutton Karahi & Chicken Karahi | Bachpan Ki Haseen Yaadein

36 просмотров · 5 ч назад
Nayaab Zamaney Vlogs
5,4 тыс. подписчиков
36 просмотров · 5 ч назад
Assalam-o-Alaikum Sohniyo ❤️ Aaj ke vlog mein bachon ke liye mazedar Mutton Karahi aur Chicken Karahi banayi. Saath hi apne pyare subscribers ke comments ka reply diya aur bachpan ki haseen yaadein aap sab ke saath share ki. Yaad hai woh purana zamana jab auratein kapray haathon se dhoya karti thin? Danday se kapray kootti thin aur us zamane mein Dhobi Ghaat bhi hua karte thay. 😂 Us zamane ki aurat gym nahi jati thi, ghar ke kaam kar ke hi roz calories burn karti thi! 😅 Aap bhi batayein Sohniyo, kya aapko woh purana zamana yaad hai? Meri YouTube Vehra mein aane aur apni yaadein share karne wale tamam subscribers ka dil se shukriya. Hanstay muskuratay rahein, khush rahein ❤️ Nayaab Zamaney #MuttonKarahi #ChickenKarahi #PunjabiVlog #DailyRoutineVlog #BachpanKiHaseenYaadein #PuraneZamaneKiYaadein #DesiCooking #SubscribersComments #UKVlogger #NayaabZamaney