Перейти к содержимому

Navratri Explained: One Festival, Many Forms | भारत में नवरात्रि कैसे मनाई जाती है?

India Explained by Lakshya

0:00 / 0:00

Navratri Explained: One Festival, Many Forms | भारत में नवरात्रि कैसे मनाई जाती है?

1 986 просмотров · 2 нед. назад
India Explained by Lakshya
166 подписчиков
1 986 просмотров · 2 нед. назад
Ek festival, lekin Bharat mein manane ke itne alag-alag tareeqe kyun? Gujarat mein Garba, West Bengal mein Durga Puja, North India mein Ramleela aur Dussehra, Tamil Nadu mein Golu aur Telangana mein Bathukamma. Navratri ke dauraan Bharat ke alag-alag hisson mein ek hi festival itne mukhtalif andaaz mein manaya jaata hai. Lekin in sabhi paramparaon ke beech connection kya hai? Navratri nau din ki hi kyun hoti hai? Maa Durga kaun hain, Mahishasura ki kahaani kya hai aur Maa Durga ke nau roopon ka kya maayne hai? Is episode mein India Explained ke saath samajhiye Navratri ke peeche ki mythology, Shakti ki parampara aur Bharat ki regional traditions ki dilchasp kahaani. Jaaniye kaise ek hi festival Bharat ki cultural diversity ke itne khoobsurat rang dikhata hai. Agar aapko Bharat ke itihaas, sanskriti, festivals aur unke peeche ki kahaaniyon ko samajhna pasand hai, toh India Explained ko subscribe karein. Comments mein bataiye: Aapke yahaan Navratri kaise manayi jaati hai? Apne shehar ya rajya ki parampara humare saath share karein. #Navratri #NavratriExplained #MaaDurga #IndianCulture #Garba #DurgaPuja #Dussehra #Navadurga #Bathukamma #indiaexplained -------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------- Time Stamps 0:00 - 0:46 Intro 0:47 - 1:32 Navratri kya hai? 1:33 - 2:08 Shakti or Maa Durga 2:09 - 3:10 Maa Durga Vs Mahishasura 3:11 - 4:17 9 Raatein, 9 Roop 4:18 - 4:28 Interesting Sawaal? 4:29 - 5:19 Gujarat / Garba 5:20 - 6:25 West Bengal / Durga Puja 6:26 - 7:06 North India / Dussehra - Ramleela 7:07 - 7:38 Tamil Nadu / Golu 7:39 - 8:09 Telangana / Bathukamma 8:10 - 8:47 Real Navratri Konsi hai? 8:48 - 9:22 Fasting in Navratri 9:23 - 9:53 Real Meaning of Navratri 9:54 - 10:40 Ending Navratri explained, Navratri history in Hindi, Navratri kyu manaya jata hai, Navratri 9 days significance, Maa Durga story, Navadurga ke 9 roop, why Navratri is celebrated, Navratri traditions in India, Garba and Durga Puja, Navratri documentary Hindi, Indian festivals explained, Mahishasura story, Bathukamma festival, Golu festival Tamil Nadu, India Explained