Перейти к содержимому

Bakri Ke Than Se Peep Ya Khoon Aaye Toh Foran Yeh Karein! 🐐 | Mastitis Treatment | Musab Goat Farm

Musab Goat Farm

0:00 / 0:00

Bakri Ke Than Se Peep Ya Khoon Aaye Toh Foran Yeh Karein! 🐐 | Mastitis Treatment | Musab Goat Farm

242 просмотра · 3 нед. назад
Musab Goat Farm
196 подписчиков
242 просмотра · 3 нед. назад
Bakri Ke Than Se Peep Ya Khoon Aaye Toh Foran Yeh Karein! 🐐 | Mastitis Treatment | Musab Goat Farm Assalam-o-Alaikum dosto! Aaj ki is video mein hum bakri ke than ke bohot ahem aur shaded maslay yaani Mastitis (سیرو / ساڑو) ke baray mein baat karenge. Agar aap ki bakri ke than se peep (pus), khoon (blood), pani ya badboo aa rahi hai, toh waqt zaya kiye baghair fori kya ilaj karna chahiye, is video mein mukammal tafseel batayi gayi hai. 📌 Video Highlights: 00:00 - Introduction (Than ki bimari ki pehchan) 01:15 - Khoon aur peep aane ki ahem wajohat 02:30 - Fori aur asardaar dawai / injection ka tarika 04:00 - Than ko zaya hone se bachane ki ehtiyati tadabeer Bakriyon ki behtareen dekhbhal aur bimariyon ke ilaj se mutaliq mazeed rehnumai ke liye hamare channel Musab Goat Farm ko zaroor Subscribe karein! Follow & Support: Channel: Musab Goat Farm #MusabGoatFarm #BakriKeThanKaIlaj #MastitisInGoats #GoatFarmingPakistan #GoatTreatment #BakriKaIlaj #GoatCare